MERA JAHAN..
Dil tumhari yadoin ka darya
Beh raha hai jane kahan,
Tum un yadoin ke malik,
Aur yeh darya mera jahan
Dil tumhari chahat ka deewana,
Kho raha hai jane kahan,
Tum is deewanepan ke malik,
Aur yeh chahat mera jahan
Dil tumhari batoin ka ashiyana,
Doob raha hai jane kahan,
Tum is ashiyane ke malik,
Aur yeh ashiyana mera jahan,
Dil tumhare pyar ka paimana,
Jhum raha hai jane kahan,
Tum is paimane ke malik,
Aur yeh paimana mera jahan
.jpg)
Beh raha hai jane kahan,
Tum un yadoin ke malik,
Aur yeh darya mera jahan
Dil tumhari chahat ka deewana,
Kho raha hai jane kahan,
Tum is deewanepan ke malik,
Aur yeh chahat mera jahan
Dil tumhari batoin ka ashiyana,
Doob raha hai jane kahan,
Tum is ashiyane ke malik,
Aur yeh ashiyana mera jahan,
Dil tumhare pyar ka paimana,
Jhum raha hai jane kahan,
Tum is paimane ke malik,
Aur yeh paimana mera jahan